









janmashtmi messagesjanmashtmi lord Krishnajanmashtmi govinda aala rejanmashtmi smsjanmashtmi radhe radhe radhe barsane wali radhedifferent names of shree krishnaceremony of dahi handijanmashtmi fastbirth of lord krishnalegend of janmashtmijanmashtmi songsjanmashtmi wallpapers 1. Shyam chudi bechne aayaManihari ka bhesh banaya,Shyam chudi bechne aayaChhaliya ka bhesh banaya,Shyam chudi bechne aayaChhaliya ka bhesh banaya,Shyam chudi bechne aayaGaliyon mein shor machaya,Shyam chudi bechne aayaChhaliya ka bhesh banaya,Chhaliya ka bhesh banayaRadha ne suni Lalita se kahi,Mohan ko turant bulayaShyam chudi bechne aaya, Chhaliya ka bhesh banayaChudi laal nahi pehnu,Chudi hari nahi pehnuMujhe Shyam rang hai bhaaya, Shyam chudi bechne aayaChhaliya ka bhesh banaya, Shyam chudi bechne aayaRadha pehnan lagi,Shyam pehnane lageRadha ne haath badaya, Shyam chudi bechne aayaChhaliya ka bhesh banaya,Shyam chudi bechne aayaRadha kehne lagi ,Tum toh chhaliyaBade dheere se haath dabaya,Shyam chudi bechne aaya, Chhaliya ka bhesh banaya,Chhaliya ka bhesh banaya, Manihari ka bhesh banaya,Shyam chudi bechne aaya, Chhaliya ka bhesh banaya,Chhaliya ka bhesh banaya, Shyam chudi bechne aaya.2. Bhajo Radhe GovindaBhajo Radhe Govinda,Gopala Tera pyara naam haiGopala Tera pyara naam hai,Nandalala Tera pyara naam haiMor mukat maathe tilak viraje,Gale vaijanthimala Gale vaijanthimalaKoi kahe Vasudev ka Nandan,Koi kahe Nandalala Koi kahe NandalalaBhajo Radhe GovindaGaj aur Grehe lade jal bitar,Jal mein chakra chalaya Jal mein chakra chalayaJab jab bhid padi bhagaton par,Nanggi pairin dhaya Nanggi pairin dhayaBhajo Radhe Govinda.3. Mere Pyare Madan GopalChoti choti gaiyan, chote chote gawaal,chote se mere, madan gopalmor mukut mathe saaje, gale mein swaranmaal,chote se mere madan gopal,Kaano mein karanphool, haathon mein ratnajadhit hath haar,chote se mere madan gopal,pitamber saaje tan pe, uspe sundar motiyon ki maalchote se mere madan gopal,pairon mein jhanjhar sohe, jab nache hari angana dwaar.Chote se mere madan gopal,Bhaye sab ke mann ko bal gopal,Karke solah shringar,chote se mere Madan Gopal4. Darshan Do GhanshyamDarashan do ghanashyam naath mori,Ankhiyan pyaasi re Man mandir ki jyoti jagaado,Ghat ghat basi re Mandir mandir murat teri ,Phir bhi naa dikhe surat teri Yug bite naa aai milan ki ,Puranamasi re Dwaar dayaa kaa jab tu khole ,Pancham sur mein gungaa bole Andhaa dekhe langadaa chal kar ,Pahunche kasi re Paani pi kar pyaas bujhaun ,Nainon ko kaise samajhaaun Aankh michauli chhodo ab ,Man ke basi re Nibarl ke bal dhaan nidharn ke ,Tum rakhwaale bhakt janon ke Tere bhajan mein sab sukh paun,Mite udasi re Naam jape par tujhe naa jaane ,Unako bhi tu apanaa maane Teri dayaa kaa ant nahin hai ,He dukh nashi re Aaj phaisalaa tere dwaar par ,Meri jit hai teri haar par Har jit hai teri main to ,Charan upaasi re Dwaar khadaa kab se matavaalaa ,Maange tum se har tumhaari Narasi ki ye binati sunalo ,Bhakt vilaasi re Laj naa lut jaaye prabhu teri ,Naath karo naa dayaa mein deri Tin lok chhod kar aao ,Gangaa nivasi re5.Jai Madhav Madan MurariJai Madhav Madan Murari,Jai Keshav Kalimalhari,Sundar Kundal Naiyen Vishala,Gale Sohe Vaijantimala,Ya Chav Ki Balihari,Kabhun Loot Loot Bagi Khayo,Kabhun Madhuvan Ras Rachayo,Nachat Vipin Bihari,Karuna Kar Dropadi Pukari,Pat Mein Lipat Gaye Balihari,Nirak Rahe Nar NariJai Radha Madhav, Jai Kunj Bihari,Jai Gopi Jan Walabh, Jai Girdhar Hari,Yashoda Nandan, Brij Jan Ranjan,Jamuna Teer Ban Chari,Hare Krishna, Hare Krishna,Krishna Krishna, Hare Hare,Hare Rama, Hare Rama,Rama Rama, Hare Hare.Jag Mai Sunder HainSinger- Anup JalotaJag mai sunder hain do naam chahe Krishna kaho ya RamBolo Ram Ram Ram, Bolo Shaam Shaam ShyamMakhan Brij mai Ek churave, Ek ber bhini ke khavePrem bhav se bhare anokhe dono ke hai kaamchahe Krishna kaho ya RamEk Kans papi ko mare , Ek doosht Ravan sanhareDono din ke dukh harat hai Dono bal ke dhamchahe Krishna kaho ya RamEk Janaki sang virajechahe Sita Ram kaho ya bolo Radhe ShyamBolo Ram Ram Ram, Bolo Shyam Shyam ShyamItna To Karna SwamiSinger- Anup JalotaItna to Karna Swami, Jab Praan tan se nikleGovinda Naam leke, Tab pran tan se nikle,Shri Gangaji the tat ho, Jamuna Ka vanshivat ho,mera sawla nikat ho, jab pran tan se NiklePitambari kasi ho, Chabi maan main yeh basi ho,Hotho pe kuch hasi ho, jab pran tan se nikleJab kanth pran aye, koi rog na satayeYam darash na dikhaye, Jab pran tan se nikleus vakt jaldi ana, nahi Shyam Bhul Jana,Radhe ko saath lana, jab pran tan se nikle,ek bhakt ki hai arji, khud garj ki hai garjiaage Tumhari marji jab pran tan se NikleItna to karna Sai, Jab pran tan se NikleHappy Janmashtami to all.6.Khul Gaye Jail ke TaleJab janmain Shri Bhagwan jail darmyan murliya walekhul gaye jail ke taleDewki ne pati ko jagaya tha sapne ka hal sunaya thale jao putra Yashoda ke karo hawalekhul gaye.........Vasudev ji ki bedi tuti thi takdir Kans ki phuti thiho gaye mast sab so gaye pahare walekhul gaye......Vasudev ji chale agadi ko le kar ke Krishna Murari kopahunche Yamuna tat yamuna bhare ubarekhul gaye.....Vasudev ji ne bhed na paya tha prabhu ji ne pair badhaya thaphunche Yashoda ke nikat muraliya walekhul gaye..........Ghar ghar main batat badhai hai ham sabne khushiyan manai haipad gaye Kans raja ki jan ke lalekhul gaye jail ke taleJab janmain Shri Bhagwan jail darmayan muraliya walekhul gaye jail ke taleChadar lambi taan na soChadar lambi taan na so, Shyam japo ShyamjapoJiwan ki ghariya vyartha na kho, Shyam japo Shyam japo.Duniya mein aake kya kiya, ghari bhar na prabhu ka naam liyaVishayan de vich jindagi na kho, Shyam japo Shyam japo.Shyam toh sukh ka saar hai, jiwan ka aadhar haiUske siwa marg na koo, Shyam japo Shyam japoBhakti mein manua dhyan dhar, ujraa ghar aabad karAgyan ka bande neend na so, Shyam japo Shyam japo7.Bhajo Radhe GovindaBhajo Radhe GovindaGopala Tera pyara naam haiGopala Tera pyara naam haiNandalala Tera pyara naam haiMor mukat maathe tilak virajeGale vaijanthimala Gale vaijanthimalaKoi kahe Vasudev ka NandanKoi kahe Nandalala Koi kahe NandalalaBhajo Radhe Govinda . . .Gaj aur Grehe lade jal bitarJal mein chakra chalaya Jal mein chakra chalayaJab jab bhid padi bhagaton parNanggi pairin dhaya Nanggi pairin dhayaBhajo Radhe Govinda.8.Mere Pyare Madan GopalChoti choti gaiyan, chote chote gawaal,chote se mere, madan gopalmor mukut mathe saaje, gale mein swaranmaal,chote se mere madan gopalKaano mein karanphool, haathon mein ratnajadhit hath haar,chote se mere madan gopalpitamber saaje tan pe, uspe sundar motiyon ki maalchote se mere madan gopalpairon mein jhanjhar sohe, jab nache hari angana dwaar.Chote se mere madan gopalBhaye sab ke mann ko bal gopal,Karke solah shringar,chote se mere Madan Gopal9.Nandlal Tohri Mahima AparamparMere pyare nandlal, kaise karoon tohri mahima ka bakhan,janam liya mathura nagariya, karne danavon ka sangharkaise karoon tohri mahima ka Bakhan.Janam data thi Devki Mata, Yashoda ko bhi diya maa ka sammankaise karoon tohri mahima ka bakhanPutana ko mukt kiya, har liye Kansa ke prankaise karoon tohri mahima ka bakhan.Gopiyon sang raas kiya, Radha ko diya sampurna pyar.Kaise karoon tohri mahima ka bakhan.Chaliyon sang chal kiya, deeno sang seedha vyavhar,kaise karoon tohri mahima ka bakhan.Pandavon ka saath diya, Kauravon ko diya pachhar,kaise karoon tohri mahima ka bakhan.Mere pyare nandlal kaise karoon tohri mahima ka bakhan10.Darsh Do Mohe GirdhariMore pranpriye Krishna, more pyare Girdhari,Darsh do mohe, More pran chhootat jat.Main neech nirbal prani, chahta jana chhodd duniya ka sath,Darsh do mohe, more pran chhootat jat.moh maya ke is bhanwar se ,do mujhe ab ubhar,Darsh do mohe, more pran chhootat jat.Karm ki gathariya ho gayi bhari, karo mera uddhar,Darsh do mohe , more pran chhootat jat.Sumiran kar tera antim kshan mein, mujhe milega swarg ka dwar,Darsh do mohe , more pran chhootat jat.More Pyare Girdhari. Sun lo ab arz humari,Darsh de mohe , more pran chhootat jat